Home / Hindi Songs Lyrics / KYA TUJHE AB YE DIL BATAYE LYRICS

KYA TUJHE AB YE DIL BATAYE LYRICSKYA TUJHE AB YE DIL BATAYE LYRICS
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Lyrics

This is the complete lyrics of Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye song from Sanam Re Movie which is sung by Falak Shabbir.
If you like the lyrics of Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye, do share it with your friends.

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Song :

Song: Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye
Movie: Sanam Re
Singer: Falak Shabbir
Lyrics: Manoj Muntashir
Music: Amaal Mallik

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye Song Lyrics :

Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye
Tujhpe kitna mujhe pyaar aaye
Aansuon se main likh doon tujhko
Koi mere bin padh hi naa paaye

Yoon rahun chup, kuch bhi na bolun
Barson lambi neendein so loon

Jin aankhon mein tu rehta hain
Sadiyon tak wo aakhen na kholun

Mere ander khudko bhar de
Mujhko mujhse khaali kar de (x2)

Jis shaam tu naa mile
Woh shaam dhalti nahi
Aadat si tu ban gayi hai
Aadat badalti nahi..

Kya tujhe ab ye dil bataye
Tere bina kyun saans naa aaye
Aansuon se main likh doon tujhko
Koi mere bin padh hi naa paaye

<a href=”http://ultimatefreelyrics.com/category/english-song-lyrics/”>English Song at songlyricsmint</a>
Mere ander khudko bhar de
Mujhko mujhse khaali kar de (x3)

Hathon se girne lagi
Har aarzu har duaa
Sajde se main uth gaya
Jis pal tu mera hua (x2)

Kya tujhe ab ye dil bataye
Kyun teri baahon mein hi chain aaye
Aansuon se main likh doon tujhko
Koi mere bin padh hi naa paaye

Mere ander khudko bhar de
Mujhko mujhse khaali kar de (x3)

Aa… o..

About admin

Check Also

Bol Do Na Zara Lyrics – Azhar

Bol Do Na Zara Lyrics – Azhar

Get Bol Do Na Zara Lyrics,song lyrics of Bol Do Na Zara From Azhar Movie …

Leave a Reply