Home / Hindi Songs Lyrics / TUJHE MAIN PYAAR KARU LYRICS

TUJHE MAIN PYAAR KARU LYRICSTUJHE MAIN PYAAR KARU LYRICS
TUJHE MAIN PYAAR KARU LYRICS

Get Tujhe Main Pyaar Karu Lyrics,song lyrics of Tujhe Main Pyaar Karu From 1920 Movie sung by Kailash Kher and music composed by Adnan Sami.

Tujhe Main Pyar Karu Song Lyrics :

Song: Tujhe Main Pyaar Karu
Movie: 1920
Singer: Kailash Kher
Music : Adnan Sami
Lyricist: Sameer

Tujhe Main Pyar Karu Song Lyrics :

Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon
Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon
Ke jab talak main jiyoon
Sirf tera intezar karoon
Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon

Dilon ki baat nahi jaante
Yeh sab zubaan waale
Wafaa ko jurm samajhte hain
Yeh sab jahaan waale
Agar yeh jurm hai
To yeh jurm baar baar karoon
Ke jab talak main jiyoon
Tera intezar karoon

Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon
Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon
Ke jab talak main jiyoon
Sirf tera intezar karoon
Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon

Teri khushi na ho shamil
To phir khushi kya hai?
Tere bagair jo guzare
Woh zindagi kya hai?
Kayi sadi main tere
Pyar pe nisaar karoon
Ke jab talak main jiyoon
Tera intezaar karoon

Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon
Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon
Ke jab talak main jiyoon
Sirf tera intezar karoon
Tujhe main pyar karoon
Aur itna pyar karoon

Ho… ho..

This is the complete lyrics of Tujhe Main Pyaar Karu song from 1920 Movie which is sung by Kailash Kher.
If you like the lyrics of Tujhe Main Pyaar Karu,do share it with your friends.

About admin

Check Also

Bol Do Na Zara Lyrics – Azhar

Bol Do Na Zara Lyrics – Azhar

Get Bol Do Na Zara Lyrics,song lyrics of Bol Do Na Zara From Azhar Movie …

Leave a Reply